WELLCOME


Welcome in the World of Knowledge...



Tuesday 18 September 2018

Welcome back

Salam. If u have any questions u sent me I will search for u

Friday 28 July 2017

Buri nazar ko jalana ka tareeqa


AS salamu allaiqum
Agar kisi ko buri nazar ka asar ho gaya ho to us ko jalaya be ja sakta ha or ahsa mumkin ha . bazz okat jo bare buzurg log hote ha wo khodi check karleta ha . or kuch log amel hazrate se check karwate ha nazar ka bare main . bazz okat amel hazrate kehta ha saket nazar ka asar ha . to main jo agah amal batao ga nazar jalana ka is se saket se saket nazar ka asar be khatam ho jata ha . saket nazar ka jatka be zoor se lagta ha . ake dam tabiyat bohat shaded kharab hote ha . lahaza bohat se log is tareeqa ko am apna gharo main use karte ha
Alamateen saket buri nazar ki yeah ha
1 ake dam se shaded bemar ho jana
2 tabiyat main ajeeb se bachani hona
3 jisam main gharmi bar jana
4 sir main dard hona
5 ankhe jalna
6 dil main ghabrahat hona ya sans mushkel se ana
Nazar bad ko jalana ka yeah tareeqa ha
7 lal mirch sabot lay or mareez ko seda khara karden phir sir se le kar pao tak 7 dafa mirchi mareez per se ghomahe right se left ki taraf . mirche ghomate waquat 4 qul 4 dafa or surah fateha be 4 dafa pareen abb left se right ki taraf ghomahe 7 dafa or ishe tarah ghomate waquat 4 qul 4 dafa or surah fateha be 4 dafa pareen abb mirche chola k upper achi tarah rakh k jalahe kam se kam 10 minute tak . yeah amal 3 se 4 din tak kareen inshallah nazar bad ka asar jal jahe ga

Buri nazar ko khatam karna ka tarika


As salamu allaiqum
Agar kohi kisi dosare admi ki nazar ka shekar ho gaya ho or ishe waja se bamar ho gaya ho to us ko chaheya k apna otara kareen . agar otara nahi kare ga to phir bemare be door nahi hogee agar ho be gai to kafe dhook de kar ya takleefe othana ka baad door ho gee . to kya faida jab Allah ka habib Muhammad salal laho allai wasalam ny hum ko ijazat de ha jar phook karna ki or phir be hum na kareen . ajj ki dunia main pare likha log is ko jahalat or na yaqeen karna wali bateen kehta ha or zada tar doctors to in batoo ko ba bonyad manta ha bar hall agar kohi shaks nazar buri lagna ki waja se bemar ho gaya ho to us ki yeah alamateen hote ha
1 bemar ho jana
2 kamzoor ho jana
3 khana pena ko maan nahi karna
4 ajeeb se halat hona jo na samajh ate ho khod ko
5 pet main dard or dast lag na . ya pet ka phool jana
6 zehan kamzoor ho jana
Buri nazar lagna ka ilaj
Jis shaks ko nazar lag gahe ho us ko chaheya ka wo apni nazar khod otare ya phir kisi se otarwahe . ghost ki dukan se saaf sotara ghost lay la thora sa . agar ghost kharid na ki taquat nahi ha to phir ghost walay ko keh kar ghost k chichara le lay . phir un chiro ko apna upper se 7 dafa ghoma kar apna ghar ki chat pe dal de . kuch he dair ka under kauwa or chil ah kar us ghost ka tookre ko kha jahe gee . sath he main surah falaq or surah nas her namaz k baad 300 dafa pareen yeah amal 3 din tak kareen inshallah 3 din main he tabiyat theek ho jahe 

Bacho ki nazar otarna ka tareeqa


As salamu allaiqum
Agar kisi ka bacho ko nazar lag gahe ho to us ko be rohani ilm se otara ja sakta ha . zada tar nazar chota bacho ko lagte ha . jab chota bacho ko nazar lag jahe to wo bohat zada tang karte ha . or bohat rote ha . ahse sorate main mah baap ko chaheya ka wo apna bacho ki kisi se nazar otarwahe . ya phir wo khod otarleen
Chota bacho ko nazar lagna ki alamateen yeah ha
1 bohat zada rona
2 zara zara se cheez pe tang karna
3 bohat zayda ziddi hona
4 bachain rehna
5 kamzoor rehna
6 bemar rehna
Bacho per se nazar otarna ka tareeqa
Jis be bacha per se nazar otarni ho us ko seda khara karleen . or ake unda lay kar sir se pyar tak pora dahera ki shakel main 7 dafa ghomahe . unda ko ghomate waquat 4 qul pareen or 4 dafa surah fateha pareen . phir wo unda kisi ahsee jaga per ja kar rakhde jaha per janweer is ko khalay jesa billi , chil , kauwa , wegara wegara yeah amal 3 din tak kareen inshallah hayrate angez natahij deakha ga

Mareez pr DM krain

nazar e bad ki dua 7

As salamu allaiqum

buri nazar ko dam k zarya otarna ka liya is dua ko pareen

nazar e bad ki dua 6

As salamu allaiqum 

is dua ko perna se nazar e bad ka asar khatam ho jata ha

nazar e bad ki dua 5

As salamu allaiqum 

nazar ko otarna ka liya is dua ko pareen .