WELLCOME


Welcome in the World of Knowledge...



Friday, 28 July 2017

Buri nazar ko jalana ka tareeqa


AS salamu allaiqum
Agar kisi ko buri nazar ka asar ho gaya ho to us ko jalaya be ja sakta ha or ahsa mumkin ha . bazz okat jo bare buzurg log hote ha wo khodi check karleta ha . or kuch log amel hazrate se check karwate ha nazar ka bare main . bazz okat amel hazrate kehta ha saket nazar ka asar ha . to main jo agah amal batao ga nazar jalana ka is se saket se saket nazar ka asar be khatam ho jata ha . saket nazar ka jatka be zoor se lagta ha . ake dam tabiyat bohat shaded kharab hote ha . lahaza bohat se log is tareeqa ko am apna gharo main use karte ha
Alamateen saket buri nazar ki yeah ha
1 ake dam se shaded bemar ho jana
2 tabiyat main ajeeb se bachani hona
3 jisam main gharmi bar jana
4 sir main dard hona
5 ankhe jalna
6 dil main ghabrahat hona ya sans mushkel se ana
Nazar bad ko jalana ka yeah tareeqa ha
7 lal mirch sabot lay or mareez ko seda khara karden phir sir se le kar pao tak 7 dafa mirchi mareez per se ghomahe right se left ki taraf . mirche ghomate waquat 4 qul 4 dafa or surah fateha be 4 dafa pareen abb left se right ki taraf ghomahe 7 dafa or ishe tarah ghomate waquat 4 qul 4 dafa or surah fateha be 4 dafa pareen abb mirche chola k upper achi tarah rakh k jalahe kam se kam 10 minute tak . yeah amal 3 se 4 din tak kareen inshallah nazar bad ka asar jal jahe ga

No comments:

Post a Comment