Nazar bad ki alamateen

As salamu allaiqum
Kuch nazar bad ki alamateen ha jo bayan karta ho
1 jis insane ko nazar lagi hote ha wo bemar ho jata ha . ya phir wo mokhtalif bemareo ka shekar hona shoro ho jata ha
2 masahil pe masahil barta chala jata ha
3 bar bar bemar hona
4 ghar main rizq ki kami ho jana
5 buiness jo ha ahista ahista kam hona shoro hona or paso main tangi ana
6 ghar k saman bar bar kharab hona or ghar ki cheese toot na
7 nooksanat hona ,nooksan kisi be kisam ka ho sakta ha chahe wo car accident he q na ho
8 chota bacho ka bar bar bemar hona
9 confidence main kami ana .or ajeeb sa darna hona
10 hasta basta ghar ake dam se ojar jana
11 rishtadare khatam hona ,dost rishtadar sab ake dam dushman ban jana ya phir mu phair lena
12 sakone khatam ho jana
13 ghar main amaan khatam ho jana ya beronaki ah jana
14 kohi be sha jo khoob sorate ho us ka toot phoot jana ya kharab ho jana
15 insan ka kamzoor ho jana
No comments:
Post a Comment